Agar pyar nahi karna ho to dil ko na lagana Jis dil ko pyar karna na usko tod dena Ulfat me aaj dekho koi kya se kua bana hai ? Kuch logo ne pyar ko aise badnam kar diya Kuch ladke ladkiyan pyar ko kyu khel hai samjhte ?
Apna chain kho kar khud ko na rulana
Yeh aaj ka nahi hai kissa hai purana
Koi ashq hai bahata koi ban gaya diwana
Kyu karte ho pyar jab aata nahi nibhana
“SAGAR” ko bata do yeh kyu karta hai zamana…..
Pyar…
Posted by amandeep on 12:29 AM
0 comments:
Post a Comment