Mere dil mein basi hararat ho tum, Dekhun tumhein to paalun mein duniya, Tumhari khamoshi keh jaati hai kai baatein, Tumhare nanhe nanhe se haath aur badi badi baatein, Ummeed ho hamari aanewala kal ho tum,
Meri aankhon ko mili shararat ho tum,
Na milo to milne ki baghavat ho tum,
Jise yaad karta hai dil kai raatein,
Yaad reh jaati hein tumse hui sab mulakatein,
Hamare dilon mein basi mohabbat ho tum…
Merey dil mein basi…
Posted by amandeep on 12:12 AM
0 comments:
Post a Comment